December Aa Gaya Phir Se,
December mein ye socha tha,
Tumhein agle December mein,
December bhar jagayen gay,
December bhar stayen gay,
Tum jab pehloo mein sowo gi,
Tumhein shab bhar jagayen gay,
Subha se sham tak din bhar,
Tumhare paas baithen gay,
Tumhein palkon pe rakhein gay,
Tumein dil mein bithayen gay,
Tumhare piyar ka bistar
bicha kar apne kamre mein,
Hum sara ghar sajayen gay
Bohat hi hont piyasay hein,
Bohat dil par udaasi hai
Tumhein jab ye batayen gay,
December se nahin soye,
Ye jo aankhon mein laali hai,
Tumhari yaad wali hai,
Ye surkhi chun k aankhon se,
Tum honton pe lagao gi,
Or apni narm poroo se,
Mere seene pe likh do gi,
Sab kuch tumhara hai,
Tumhare hi hawalay hai,
Galay se ab lagao na,
Mujhe pehlu mein sona hai,
Mujhe shab bhar jagao na,
December bhar satao na,
December bhar jagao na.
December mein ye socha tha,
Tumhein agle December mein,
December bhar jagayen gay,
December bhar stayen gay,
Tum jab pehloo mein sowo gi,
Tumhein shab bhar jagayen gay,
Subha se sham tak din bhar,
Tumhare paas baithen gay,
Tumhein palkon pe rakhein gay,
Tumein dil mein bithayen gay,
Tumhare piyar ka bistar
bicha kar apne kamre mein,
Hum sara ghar sajayen gay
Bohat hi hont piyasay hein,
Bohat dil par udaasi hai
Tumhein jab ye batayen gay,
December se nahin soye,
Ye jo aankhon mein laali hai,
Tumhari yaad wali hai,
Ye surkhi chun k aankhon se,
Tum honton pe lagao gi,
Or apni narm poroo se,
Mere seene pe likh do gi,
Sab kuch tumhara hai,
Tumhare hi hawalay hai,
Galay se ab lagao na,
Mujhe pehlu mein sona hai,
Mujhe shab bhar jagao na,
December bhar satao na,
December bhar jagao na.