Home   |   Contact   |   About   |   Karachi Bus Routes   |   Privacy Policy

Zindagi ki Jang aur Bardasht

Woh Shakhs
Zindagi Ki Koi Jang
Nahi Haar Sakta,
Jo
Bardasht Karny Ka
Hunar Janta Ho.

Dunia Mein Jeet

Tum Duniya Mein
Har Kisi Se Jeet Saktay Ho,,
" Magar Us Se Nahi ..
" Jo Tumhary Liye
Jaan Boojh K Haar Jaye.

Waqt Dost Aur Rishty

"Waqt,  Dost Or Rishty
Muft Milte Hain,
Magar
Inki Qeemat Ka Pata Tab
Chalta  Hai
Jab Yeh  Kho jaty Hain"

Insan Ka Andaz-e-Guftagu

Insan Ka Andaz-e-Guftagu
Iski Shakhsiat Ka Aaina Hay
Aur Ye Aaina Us Waqt
Ziada Shafaaf Hota Hai Jab
Guftagu Apne K Mut'taliq Ho..

Acha Parhna Aur Acha Likhna

Log Acha Parhne Aur Acha Likhne
Wale Ko Qabil Samajhte Hain
Jab K
Haqiqat Mein Qabil Wo Hai Jo
Acha Sochay Aur Acha Bolay..!!

No Need To Attend Every Argument

You Don't
Need To
Attend
Every
Argument
You Are Invited To..!!

Taste Your Words Before

"Be Sure To
Taste Your Words Before
Spit Them Out.."

Zindagi Ki Uljhanen Aur Shararat

"Zindgi ki Uljhan'en
Shararton ko Kam kar deti hain
Or 
Hum Samajhte hain k 
Hum samajhdaar ho gaye hen..!!

Mukhlis Insan Ki Talash

Mukhlis Insan Ki Talash
Ke Bajaye Khud Mukhlas Ban Jao
Ta'keh,
Kisi Aur Ki Talash Khatam Ho Jaye.

Language of Kindness

"KINDNESS
is the
Language
which
the Deaf can hear
and
Blind can see.."

Related Posts Plugin for Blogger...