Home   |   Contact   |   About   |   Karachi Bus Routes   |   Privacy Policy

Biviyaan aati hain Heer ki tarah

*FUNY GHAZAL*

Biviyan Aati hain,
HEER ki tarha.
Meethi hoti hain,
KHEER ki tarha.

Namkeen hoti hain,
PANEER ki tarha.
Aur Phir Kuch Maah Baad ...
Chubhti hain,
TEER ki tarha.

Hukm Chalati hain
Peer ki Tarha.
Waadey karti hyn kisi
Wazeer ki tarha

Kar deti hain haal,
FAKEER ki tarha.
Nazar rakhti hain,
Express k Shabbeer ki tarah.. :P :D


Comments

Loading... Logging you in...
  • Logged in as
There are no comments posted yet. Be the first one!

Post a new comment

Comments by

Related Posts Plugin for Blogger...