Home   |   Contact   |   About   |   Karachi Bus Routes   |   Privacy Policy

Wafa k qaid khaano mein saza'en kab badalti hain

Wafa k qaid khaano mein saza'en kab badalti hain
Badalta dil ka mosam hy hawa'en kab badalti hain
:::
Labada orh kr ghum ka nikl jaty hen sehra ko,
Jawab aaye ya na aaye sada'en kb badalti hain
:::
Meri sari duaen TUM se hi mansoob hen,
Mohabat ho agr sachi dua'en kb badalti hain
:::
Koi paa kr nibhata hy koi kho kr nibhata hy,
Naye andaz hoty hen wafa'en kb badalti hain.
Related Posts Plugin for Blogger...