Home   |   Contact   |   About   |   Karachi Bus Routes   |   Privacy Policy

Wisal Mosam guzar gya to

Wisal Mosam guzar gya to
khayal ban kar Mila karen gay
bichar gye to kbi kbi hum
Maah_o_saal ban kar Mila Karen gay
kitab_e_Ehd_e_ wafa k Ek Ek
waraq pe apni khabar Mily gi
hum Ehl_e_ulfat Mohabbaton ki
Misaal ban kar Mila karen gay
hazaar lamhon ki ho Musafat
dilon ki dharkan sunaai dy gi
guzarte lamhon ki har sada Main
dhamaal ban kar Mila Karen gay
Abi to lamhon ki dooriyon par
bhatak rahe hain Mgr kbi hum
falak ki gardish Main Aa gye to
sitare ban kar Mila karen gay...!! 

Related Posts Plugin for Blogger...