Manga hai tumhe Rab se iltaja kar k
Ab dur na jana kabhi mujhe tanha kar k
Tum se vabasta hai ab zindagi meri
Chahun gi tumhe main chahat ki intaha kar k..!!
Ab dur na jana kabhi mujhe tanha kar k
Tum se vabasta hai ab zindagi meri
Chahun gi tumhe main chahat ki intaha kar k..!!