Hafiz e Quran ka Maqaam,
.
Mafhom e Hadees:
(Qiyamat k din)
Sahib-e-Quran (Hafiz) se kaha jaye ga
Quran parhta ja aor (jannat k darjon per) charhta ja
aor thehir thehir kar parh
jesa k tou dunia main thehir thehir kar parha karta tha,
Bas tera maqam wohi hoga
jahan teri akhri ayat ki tilawat khatam hogi.
(Tirmizi, Darja: Sahi,
Hadees 3035,
Abwabo Fazail-e-Quran,
Baab: Quran se Khali Seena,
Ravi: Abdullah Bin Amr Rz.A)