December ab k jao tou
mujhe bhi saath le jana,
Mujhe bhi shaam hona hai..
Mujhe gumnaam hona hai..
Nahi koi mera hamdam..
Nahi koi mera saathi,
Mujhe bhi saath le jao..
Mujhe azaad hona hai..
December ab k jao tou
mujhe bhi saath le jana..
Ye dunya aik dhoka hai
Mujhe apnon ne loota hai,
Hain log thek lekin,
Dilon mein in k dhoka hai..
December ab k jao tou
mujhe bhi saath le jana.
mujhe bhi saath le jana,
Mujhe bhi shaam hona hai..
Mujhe gumnaam hona hai..
Nahi koi mera hamdam..
Nahi koi mera saathi,
Mujhe bhi saath le jao..
Mujhe azaad hona hai..
December ab k jao tou
mujhe bhi saath le jana..
Ye dunya aik dhoka hai
Mujhe apnon ne loota hai,
Hain log thek lekin,
Dilon mein in k dhoka hai..
December ab k jao tou
mujhe bhi saath le jana.