Is Eid Par Laal Gulab La Do Na
Kehta tha eid par aik kitaab bhejonga
Us par likh k apne saal ka haal bhejonga
Likhonga kuch dil k afsane wo milney milney k bahane
Saj Dhaj k aaon ga saath laal choriyan bhi laonga
Bindiya kajal gajrey ki zarorat nahi parre gi
Chupa k kitaab me laal gulaab laonga
Mehek jaegi tou khushbo se kunki dil par kuch aisa asar chor jaonga
Roke gi bohat kose gi sara saal
main dil par apne pathar rakh k chala jaonga
Dam na nikal jaaye kahin un k is eid par
Main is Eid par bhi chupa k kitaab mein laal gulab laonga