Home   |   Contact   |   About   |   Karachi Bus Routes   |   Privacy Policy

Sir_e_sehra musafir ko sitara yaad rehta hai

Sir_e_sehra musafir ko sitara yaad rehta hai
Main chalta hon mujy chehra tumhara yaad rehta hai
..
Tumhara zarf k tumko Mohbt bhool jati hai
Humain to jisny bi hans kar pukara yaad rehta hai
..
Safar mein aisa mumkin hai main khud ko chor don lekin
Dua'en karny walo'n ka sahaara yaad rehta hai
..
Mere Mola ne mujhko Chahto'n ki saltanat de di
Magar pehli Mohabat ka khasaara yaad rehta hai..!
Related Posts Plugin for Blogger...