Home   |   Contact   |   About   |   Karachi Bus Routes   |   Privacy Policy

Tera ehsas kahin maar na dalay mujhko

Tera ehsas kahin maar na dalay mujhko,
Is qadar yaad na aa bhoolne wale mujko,
.....
Tu mera khuwab hai aa meri haqiqat ban ja,
Meri qismat ki lakiron se chura le mujko,
.....
Mein to kashti hun tera pyar hai saahil mera,
Yun na kar waqt k darya k hawalay mujko...!!
Related Posts Plugin for Blogger...