Home   |   Contact   |   About   |   Karachi Bus Routes   |   Privacy Policy

Yunhi ranjishon mein guzer gaye

'Yunhi ranjishon mein guzer gaye,
kabhi wo khafa kabhi main khafa'
'Chahaton k morr per,
kabhi wo ruka kabhi main ruka'

'Wohi rastay wohi manzilain,
na use khabar na mujhe pata'
'Apni apni anna mein gum,
kabhi wo juda kabhi main juda'
Related Posts Plugin for Blogger...