The great udu addab:
Lukhnow mein 2 bache lar rahe thay..
1st:
Dekhiye agar aap hamari baat nahi
manengay tou hum aap k walid-e-mohtaram
ki shaan mein gustakhana kalemaat pesh
karengay.
2nd:
Tou huzur phir hum bhi aap k rukhsar-e-mubarak
pe aisa tamacha baja laengay k gaal gulaab ki
maanind khil uthengay.