~Tujhe apni hathon ki lakeeron mein na basaya to phir kehna~
~Aa k tujhe tere khuwabon mein na sataaya to phir kehna~
~Teri sochon mein guzar jati hy sari raat~
~Zindagi bhar raton ko na jagaya to phir kehna~
~Dhondtay phiro gay tum har jaga hum ko~
~Apne ishq mein tujhe pagal na bnaya to phir kehna~