Mila wo b nahi karty, mila hum b nahi karty
Wafa wo b nahi karty, wafa hum b nahi karty
Unhye ruswai ka dukh ha, Humay tanhai ka dukh hai
Gila wo b nahi kartay, gila hum b nahi karty
Kisi morr par takrao ho jata hai
Ruka wo b nahi karty, ruka hum b nahi karty
Jab b dekhtain hain unhye sochtay hain k kuch kehty un se
Bhola wo b nahi karty, bhola hum b nahi karty
Lekin ye sach hai mohabbat hy humay unse
Bhoola wo b nahi karty, bhoola hum b nahi karty