"Daita raha faraib koi saadgi k sath/
"Inta bara mazaak meri zindagi k sath/
"Shayad mili saza es jurm ki mujhy/
"K tha mujhy pyaar ek ajnabi k sath/
"Wo zehar bhi dety rahy dawa ki tarah/
"Itna bura slook meri sadgi k sath/
"Apna samajh k jis k liye ham ujar gay/
"Kal shaam ja raha tha kisi ajnabi k sath/