(Namaz ki shan)
::
Jab tum namaz k liye khare hote ho
to sir se aasman tak
rehmat-e-lahi ghata ban k cha jati hai,
~
Farishtey tere chehrey ki
taraf jama ho jate hain,
Ek Farishta pukarta hai k
Ay Namazi agar tu dekh ly k
tere samney kon hai
aur tu kis se baat
kar raha hai to
"Allah" ki qasam tu
qayamat tak salam na phere.
..
Please Namaz ki pabandi kijiye