Hijr ka taara doob chala ha dhalny lagi hy raat 'Wasi'..
Qatra qatra baras rahi hy ashkun ki barsat 'Wasi'..
Tery baad ye dunya waly mjh ko pagal kr dein gy.
Mosam bdla,dunia bdli,bdal gay halaat 'Wasi',
Mery ghr me khushbu ka ye raqs usi k damm se hy,
Us k sath chli jae gi pholon ki baraat 'Wasi',
Chor WASI ab uski YAADAIN tuj ko pagal kar dainge,
Tu qatra hai woh darya hai daikh apni "Auqaat" 'Wasi'