Home   |   Contact   |   About   |   Karachi Bus Routes   |   Privacy Policy

Din ko mismaar huay raat ko ta'meer huay

Din ko mismaar huay raat ko ta'meer huay,
Khuwaab hi khuwaab faqat rooh ki jageer huay.

Umr bhar likhty rahy phir bhi warq saada raha,
Jaany kya lafz thay jo humse na tehreer huay.

Ye alag dukh hai k hain tere dukhon se azaad,
Ye alag qaed hai hum kyun nhi zanjeer huay
Related Posts Plugin for Blogger...