Hazrat Abu Hurrairah R.A se riwayat hai
Nabi SallALLAHu Alaihe Wa-Aalihi Wasalam
ne farmaya..
"Ek shakhs logon ko qarz diya karta tha aur
apne Nokro ko usnay ye keh rakha tha k
jab tum mere kisi qarzdaar ko Muflis aur
Tangdast paao tou usey qarz muaaf
kar diya karo, Mumkin hai k ALLAH
humein bhi muaaf kar day..
Jab wo shakhs (marne k baad)
ALLAH se mila tou ALLAH ne
usey bakhsh diya.."
(Sahih Bukhari, H# 3480)