Ek din School Se Nikla To Asman Par Badal The.
Socha Barish Aany Se Pehle Ghar Ponhch Jaun.
Abhi Aadha Fasla Hi Tey Hua Tha K Barish Shuru Ho gayi.
Kanpta Hua Ghar Ponhcha To, Bhai Ne Kaha:
"Nazr Nahi Arha Tha K Barish Ho Rahi Hai"
?Behan Ne Kaha:
"Thori Dair Ruk Jaty, phir aa jaty"
Abbu Ne Kaha:
"Bahot Shoq Hai Barish Mein Bheegny Ka
"Itny Mein "MAA" Mere Sar Par Toliya Rakh Kar Boli:
"Ye Barish Thori Dair Ruk Nahi Sakti Thi".
'Take Care Of Your Mother'