#=Yoon Hosla Dil Nay Haara Kab Tha,
#=Bin Zehar Piye Guzara Kab Tha,
#=Kuch Pall Usay Or Daikh Saktay,
#=Ashkoon Ko Mager Gawaara Kab Tha,
#=Hum Khud B Judai Ka Sabab Thay
#=Us Ka Hi Kusor Saara Kab Tha,
#=Ab Wo Auroon K Sath Hai To Kia Dukh
#=Pehlay B Koi Hamara Kab Tha,