¤Unki narazgi main bhi mohabbat hai tum kya jano¤
¤Unki saza main bhi aik surur hai tum kya jano¤
¤Kehte hain k baat nhi krenge humse¤
¤Baat karne ko wo b tarapte hain tum kya jano¤
¤Karte hain mohabbat hum se beypanah wo b¤
¤Par chupana b unki ada hai tum kya jano¤