Home   |   Contact   |   About   |   Karachi Bus Routes   |   Privacy Policy

Tujhi ko apne dil mein basaya

"Tujhi ko apne dil mein basaya or basaya kuch bhi nahi,,"
,"Jidhar dekha udhar tu hi nazar aya or nazar aya kuch bhi nahi,,"

"Dunia walon ne be waja badnam kar dia mujhe,,"
,"Me'ne bas tera dil churaya or churaya kuch b nahi,,"

"Bas ek tujhi ko nahi khona chahtey thay hum lekin,,"
,"Hum'ne bas tujhi ko ganwaya or ganwaya kuch b nahi,,"

"Wo jisko yaad kiye baghair sotey nahi thay hum
,"Usne bas hamain hi bhulaya or bhulaya kuch b nahi"...
Related Posts Plugin for Blogger...