Tari Mast aankhoon ki hiraasat mein chalay aaye hain,
Be_aman log hifaazat mein chalay aaye hain,
Yoon laga ham ko teray dil mein uter kar jaisay,
Baadshah apni riyaasat mein chalay aaye hain,
Hum ko is jang k asbaab to maloom nahi,
Hum to bus shoq_e_shahadat mein chalay aaye hain.