Home   |   Contact   |   About   |   Karachi Bus Routes   |   Privacy Policy

Bohut mumkin hai dunya cheen le mujhse

Bohut mumkin hai dunya cheen le mujhse teri yaadein
Mazeed ab main tere gham ki hifazat kar nahi sakta

Mujhe aazad kar tauq-e-aseeri bakhshne wale
Main zanjeeron mein elan-e-baghawat kar nahi sakta

Meri mushkil ye hai mujh ko adakari nahi aati
Haqeeqi aadmi rasmi muhabbat kar nahi sakta
Related Posts Plugin for Blogger...