Ek khoobsurat "Aitbaar"
~
Agar Allah tumhari dua'ain
poori kar raha hay tou
wo tumhara yaqeen
barha raha hay
~
Agar dua'ain poori karne
mein dair kar raha hay tou
tumhara sabr barhar raha hay
~
Agar tumhari dua'on ka
jawab nahi de raha hay tou
wo tumhein aazma raha hay